🔔 YJ Notes ke saath updated rahein! Naye notes aur exam updates ke liye notifications ON karein.
🧪
💻
Basic Computer Instructor Web Development Quiz
Computer 📌 Web Development
10:00
TIME LEFT
Progress:
0/8
Question 1 of 8
Which HTML tag is used to create a hyperlink in a web page? / वेब पेज में हाइपरलिंक बनाने के लिए किस HTML टैग का उपयोग किया जाता है?
💡 Explanation: HTML me hyperlink banane ke liye Anchor Tag ka upyog kiya jata hai, jisme 'href' attribute ka use karke link ka path (URL) diya jata hai.
Question 2 of 8
Which of the following is correct HTML tag for the largest heading? / सबसे बड़ी हेडिंग के लिए निम्नलिखित में से कौन सा सही HTML टैग है?
💡 Explanation: HTML me kul 6 headings hoti hain (h1 se h6). Isme tag sabse bade size ki heading ke liye aur tag sabse chhote size ke liye hota hai.
Question 3 of 8
Which of the following is used to uniquely identify a computer on the internet? / इंटरनेट पर कंप्यूटर की विशिष्ट रूप से पहचान करने के लिए निम्नलिखित में से किसका उपयोग किया जाता है?
💡 Explanation: Internet par jude har ek device ya computer ko uniquely identify karne ke liye IP Address (Internet Protocol Address) ka upyog kiya jata hai.
Question 4 of 8
CSS stands for - / सीएसएस (CSS) का पूर्ण रूप क्या है?
💡 Explanation: CSS ka poora naam Cascading Style Sheets hai. Yeh HTML se bane web pages ko design, style aur sundar banane ke kaam aati hai.
Question 5 of 8
A collection of 8 bits is called a - / 8 बिट्स के संग्रह को कहा जाता है -
💡 Explanation: Computer memory me 8 bits ke samuh ko 1 Byte kaha jata hai. Jabki 4 bits ke samuh ko 1 Nibble kehte hain.
Question 6 of 8
The full form of URL is - / यूआरएल (URL) का पूर्ण रूप क्या है?
💡 Explanation: URL ka matlab Uniform Resource Locator hota hai. Yeh internet par kisi bhi web page, image ya file ka ek unique global address (पता) hota hai.
Question 7 of 8
Which of the following is an example of an open-source software? / निम्नलिखित में से कौन सा ओपन-सोर्स सॉफ्टवेयर का एक उदाहरण है?
💡 Explanation: Linux ek open-source operating system hai, jiska matlab hai ki iska source code internet par free me available hai aur koi bhi ise modify kar sakta hai. Baki sabhi proprietary (paid) software hain.
Question 8 of 8
Which transmission media uses light waves to transmit data? / कौन सा ट्रांसमिशन मीडिया डेटा ट्रांसफर करने के लिए प्रकाश तरंगों (light waves) का उपयोग करता है?
💡 Explanation: Fiber Optic Cable (OFC) me data electrical signals ke roop me nahi, balki glass strands ke andar 'Light pulses' (प्रकाश तरंगों) ke roop me bohot tezi se safar karta hai.
📝
Complete Quiz Summary
All answers reviewed below
